Introduction
Hello Student, Unit conversion (Unit ka badalna) science student ke lie bahut jaruri hai. agar aap 11th, 12th ya upeer level ke student hain ya phir aap engineering ke student hain to aapke lie unit conversion bahut hi jaruri hai, kyonki bina unit conversion ke aap ek bhee question nhi solve kar sakte kyonki adhikansh question me unit convesion ka bahut hi jarurat hota hai. agar aap unit conversion 100% easy way me karna chahte hain to is post ko last tak dhyan se padhiea. aap last tak aasani se kisee bhee unit ko kisi dusre me convert kar sakte hain.अंत तक पढ़ें !! |
Follow following Method
Learn this list carefully
(Learn this table carefully). aap is table ko yad kar le isme kuch to bahut hi important hai. jaise milli, micro, centi, killo, nano, giga etc.
S.N. Name Power of 10
1 exa(E) 18
2 peta(P) 15
3 tera(T) 12
4 giga(G) 9
5 mega(M) 6
6 kilo(k) 3
7 hecto(h) 2
8 deca(da) 1
9 deci(d) -1
10 centi(c) -2
11 milli(m) -3
12 micro(μ) -6
13 nano(n) -9
14 pico(p) -12
15 femto(f) -15
16 atto(a) -18
NOTE:- exa ka value 18 hota hai iska matlab sirf 18 nhi samajhieaga balki iska value 10 ka power 18 hai. isi tarah peta ka value 10 ka power 15 hai. iasi tatah total ka value 10 ka power me hi hai.
Type:-1(Conversion into basic from Prefix)
(Conversion from prefixes into basic unit) ab ham prefixes (ex:- micrometer, milliampere, nanofarad) se basic unit (ex:- meter, ampere, farad) me change karege.
example ke lie mai 80nA (80 nano Ampere) ko Ampere me badlenge.
ise badalne ke lie 80 nano Ampere se agar ham nano hata dege to apne aap yaha sirf Ampere bachega aur yah Ampere me change ho jaaega. to nano ko hatane ke lie nano ka value matlab 10 ka power 9 put karna hoga. to ham solve kar ke dikhate hain.
(Q) Convert 80nA into Ampere. (80nA ko Ampere me badle)
Solution:- 80nA ko Ampere me badlne ke lie hame nano ko hatana padega. iske lie hame nano ka value put karna padega. matlab ki nano ke jagah 10 ka power -9 pur karna hoga.
80nA =
=
(Solved)
(Q) Convert 0.5MA into Ampere (0.5 mega Ampere ko Ampere me badle)
Solution:- 0.5MA ko Ampere me badlne ke lie hame Mega(M) ko hatana padega. iske lie hame Mega ka value put karna padega. matlab ki mega ke jagah 10 ka power 6 put karna padega.
0.5MA =
=
(solved)
(Q) Convert 3kN into Newton (3 kilo Newton ko Newton me change kre)
3kN =
(Solved)
NOTE:- isi tarah aap kisi bhee prefix bale unit ko basic unit me change karenge. bas Similar process follow karna hai aur prefix ka value put karna hai.

Type:-2(Conversion into Prefix from basic)
(Conversion
from basic into prefix unit) ab ham basic unit (ex:- meter, ampere, farad) se Prefix unit (ex:- micrometer, nanoampere, millifarad) me
change karege.
example ke lie mai 0.8A (0.8 Ampere) ko nano Ampere me badlenge.
ise
badalne ke lie 0.8 Ampere me agar ham nano dal dege to apne aap
yaha nano Ampere ho jaaega aur yah nano Ampere me change ho jaaega. to nano me badlne ke lie nano ka value matlab 10 ka power 9 ko lana hoga. iske lie 10 ka power 9 se devide karenge. to ham
solve kar ke dikhate hain.
(Q) Convert 0.8 A into nano Ampere (0.8 A ko nano Ampere me badle)
Solution:- 0.8 A ko nano Ampere me badlne ke lie hame nano(n) ko lana padega. iske lie hame nano ke value se devide karna padega. matlab ki nano lane ke lie diya hua value me 10 ka power -9 se bhag karna padega.
0.8 A =
=
(Solved)
(Q) Convert 1.2 N into Mega Newton (1.2 Newton ko Mega Newton me change kre)
Solution:- 1.2 N ko Mega Newton me badlne ke lie hame Mega(M) ko lana padega. iske lie hame Mega ke value se devide karna padega. matlab ki Mega lane ke lie diya hua value me 10 ka power 6 se bhag karna padega.
1.2 N =
(Solved)
(Q) Convert 0.3 L into kilo leter (0.3 Leter ko kilo leter me change kre)
Solution:- 0.3 L ko kilo leter me badlne ke lie hame kilo(k) ko lana padega. iske lie hame kilo ke value se devide karna padega. matlab ki kilo lane ke lie diya hua value me 10 ka power 3 se bhag karna padega. kyonki kilo ka value 10 ka power 3 hota hai.
0.3 L =
(Solved)
(Q) Convert 5 nm into pico meter (5nm ko pico meter me badle)
Solution:- ise badalne ke lie pahle 5nm ko meter me badlenge (10 ka power -9 se guna kar ke) iske bad meter se pico meter me badlege (10 ka power -12 se bhag kar ke). matlab ki yah process 1st aur 2nd ka mixed form hai.
5nm =
(yah meter me change hua ab ham pico meter me change karenge)
=
=
(Solved)
isi tarah se aap kisi bhi unit ko kisi bhi othe unit me badal sakte hain.
Aap ise Video se bhee sikh sakte hain :- Link :- Click Here
(Q) Convert 0.8 A into nano Ampere (0.8 A ko nano Ampere me badle)
Solution:- 0.8 A ko nano Ampere me badlne ke lie hame nano(n) ko lana padega. iske lie hame nano ke value se devide karna padega. matlab ki nano lane ke lie diya hua value me 10 ka power -9 se bhag karna padega.
0.8 A =
(Q) Convert 1.2 N into Mega Newton (1.2 Newton ko Mega Newton me change kre)
Solution:- 1.2 N ko Mega Newton me badlne ke lie hame Mega(M) ko lana padega. iske lie hame Mega ke value se devide karna padega. matlab ki Mega lane ke lie diya hua value me 10 ka power 6 se bhag karna padega.
1.2 N =
(Q) Convert 0.3 L into kilo leter (0.3 Leter ko kilo leter me change kre)
Solution:- 0.3 L ko kilo leter me badlne ke lie hame kilo(k) ko lana padega. iske lie hame kilo ke value se devide karna padega. matlab ki kilo lane ke lie diya hua value me 10 ka power 3 se bhag karna padega. kyonki kilo ka value 10 ka power 3 hota hai.
0.3 L =
Type:-3(Conversion into one Prefix from other Prefix)
(Conversion into one prefix from other prefix unit) ab ham ek prefix unit (ex:- nanometer, kiloampere, picofarad) se dusre Prefix unit (ex:- picometer, Megaampere, microfarad) me
change karege.
example ke lie mai 5nm (5 nano meter) ko picometer(pm) me badlenge.
ise
badalne ke lie pahle 5nm ko meter me badlenge (10 ka power -9 se guna kar ke) iske bad meter se pico meter me badlege (10 ka power -12 se bhag kar ke). matlab ki yah process 1st aur 2nd ka mixed form hai.(Q) Convert 5 nm into pico meter (5nm ko pico meter me badle)
Solution:- ise badalne ke lie pahle 5nm ko meter me badlenge (10 ka power -9 se guna kar ke) iske bad meter se pico meter me badlege (10 ka power -12 se bhag kar ke). matlab ki yah process 1st aur 2nd ka mixed form hai.
5nm =
isi tarah se aap kisi bhi unit ko kisi bhi othe unit me badal sakte hain.
Aap ise Video se bhee sikh sakte hain :- Link :- Click Here
अगर आप सिख गए तो जरूर शेयर करेंजय हिन्द, वन्दे मातरम
1 comments:
Click here for commentsNo more live link in this comments field
Please Comment ConversionConversion EmoticonEmoticon
Note: only a member of this blog may post a comment.